Play store Account delete Kaise kare
Sabse pahle aapko apne phone ke Menu bare me jaakar apne mobile ki setting par click karna hai aur setting me aapko account ka option milta hai. Yeh option alga-alag android version me different hota hai. Jese ki agar aapko android phone me Android Oreo hai to aapko User/Account ka option milta hai. Aapko isi option par click kanra hai. Kahne ka matlab yeh hai ki Apne mobile ki setting me jaakar account option par click karna hai.
Ab yaha par aapke mobile me jitne bhi account honge vo sabhi aapako is option me milenge. Aapko yaha par Gmail Id bhi dikhai jayegi. Aap gmail Id par click kare.
Ab aapko Remove account ke name se option milega aapko is par click karna hai.
Ab ek warning show hogi jisme aapse puchha jayega ki aap kya apna account delete karna chahte hai to aap Remove account par click kare.
Jese hi aap remove acccount par click karte hai. Aapke mobile se Gmail hat jayegi aur isi ke sath aapki play store ki id delete ho jayegi. Aapko hamara post achha laga to niche diye dusre post padhe.