Vodafone sim me caller tune kaise band kare.

Agar aap bhi ek voafone user hai aur Vodafone ki sim ka istemal karte hai to aaj ka post aapke liye hi hai. Jisme hum aapko batane vale hai ki agar vodafone me caller tune set karne ke baad use hatate kaise hai ya vodafone caller tune remove kaise kiya jata hai. 

Caller tune kaise band kare

Aaj kal aapko to pata hi hoga ki sabhi sim ki services, Jio ke aane ke badd bahut sasti ho gayi hai. Ese hi pahle caller tune ke paise dene padte the par ab yeh bhi hume free me mil jati hai aur agar aap bhi apni vodafone sim par caller tune ko activate karna chahte hai to humne iske liye ek post likhi hai jiski madad se aap vodafone network par free me caller tune laga sakte hai.  


vodafone me caller tune kaise set kare

Par agar aap phone me caller tune pahle se activate hai aur ab is Vodafone caller tune kaise band kare janna chahte hai to humne jo guide niche batayi hai use follow kare.

Vodafone me caller tune kaise band kare

Vodafone caller tune ko band karne ka sabse aasan tarika hai ki ise message code ki madad se band kiya jaye kyonki yeh ek dam simple process hoti hai aur aaasani se caller tune band ho jati hai. Iske liye aap hamare bataye huye steps ko achchhe se follow kare. 

Caller tune band kaise kare

 STEP -: 1  Sabse pahla kaam hai ki aap apne Text message box ko open kare ab yaha par humne jo message code diya hai. Ise Type kare.

CAN CT

 STEP -: 2  Ab is code ko message me likh kar 144 par bhej dena hai. Ab aapko ek message aayega jisme likha hoga ki Caller tune deactivate successfully in your Vodafone Network jiska matlab yeh hai ki aapki sim me caller tune ko band kar diya gaya hai.

Is tarah se aap aasani se kisi bhi vodafone sim me caller tune ko band kar sakte hai. Aapko hamara post kesa laga agar achcha laga to comment kare. Last me aapse yahi kahunga ki aab abhi hamari website ko Subscribe kare.

Leave a Comment